Hindi kavita.
Hindi kavita MAN. Pankh nahi, sankh nahi vichro ka sagar Kalpna ki ek udan he man. Chhukar aatma, ek viral aakar he man. Chala safar pe ek raftar he man. Sab ke sath he khada, nahi kisi se bada. Jisne jana our sadha uske dwar khada man. nahi ghamandi na he kapti bas abhi to samla he vo jo gira tha muh ke bal kal. Bas me kaha sab ke chal iski. kis ki majal jo khech sake khal eski. he marji ka malik, he savari sab iski. Man kahe sab mane, kis ke man me kya he bas man hi jan.